Subscribe Us

Best Ways To Earn Money Online In Pakistan Without Investment 2022

Best Ways To Earn Money Online In Pakistan Without Investment 2022.

Best Ways To Earn Money Online In Pakistan Without Investment 2022
Best Ways To Earn Money Online In Pakistan Without Investment 2022

Aaj hum aap ko is post mein online internet se paisay kamanay ke 4 tareeqay bitayen ge jin se aap ghar baithy online paisay kama satke hain Agar aap –apne halaat se pareshan hain aap ko nokari nahi mil raha aap berozgaar hain ya aap –apne nokari ke sath koi part time kaam karkay paisay kamaana chahtay hain to rozana internet pay sirf 2 se 3 ghantay ka time day kar aap mahinay ke lakhoon rupay ghar baithy kmaskte ho.


Paisa aaj kal har kisi ki zaroorat hai chhootey bachon se leker barron tak sab ko apni zaroriat poori karne ke liye paisa chahiye Internet se paisay kamanay ke bohat se tareeqay hain par agar aap kisi aik field mein mann laga kar mehnat karen ge to so feesad kamyaab hunge aur internet se lakhoon rupay kamaain ge Kya sach mein internet se paisay kamaye jatay hain?


Agar aap yeh sochte hain ke internet se paisay nahi kamaye jatay to aap ghalat sochte hain waisay internet se paisay kamanay ke bohat se tareeqay hain par internet par kisi website par kaam karkay paisay kamaana sahih bhi ho sakta hai aur ghalat bhi kyun ki internet par bohat se fraud website bhi hain jo aap ka time barbaad karti hain aur aap ko kuch bhi payment nahi karti.

Is post mein hum aap internet se paisay kamanay ke aisay tareeqay bitanay ja rahay hain jo so feesad bilkul asal hain jin pay aap aankh band karkay bharosa kar satke hain.


1. Newzflex.Com

Agar aap berozgaar hain aur aap ko likhnay ka shoq hai aap koi bhi article likh satke hain to website par karkay aap is par articles likh kar bohat hi acha paisa kama satke ho Aap ke articles se jitni bhi kamaai hogi is mein se 20 feesad news flux rakhay ga aur 80 feesad aap ko mliga Aur site mahana ke bunyaad par inamaat bhi dega jis mein aap ko laip taap, mobile, aur news reporter card bhi mil sakta hai.

2. Blog

Blog Se Paisay Kamanay Ka Tareeqa

Ab aap ka sawal yeh hoga ke blog kya hai ?
Blog website ki terhan hi hota hai is mein kuch khaas farq nahi hai website mein post nahi hoti ziyada tar pages hotay hain yeh aik online diary ki terhan hain is mein aap koi bhi article likh ke poori duniya mein share kar satke hain aap blogger. Com se bana kuch kharch kiye aik blog bana satke hain aur jab aap ke blog par 20 se 25 articles ho jayen aur blog par acha trafik aana lag jaye to tab google ke liye apply kardey.

3. Youtube

Youtube se paisay kamanay ka tareeqa Aap youtube par videos to dekhte hi hongin
Kya aap ne kabhi socha hai jo log youtube par videos karte hain inhen kya milta hai? Nahi nah
Chalo mein aap ko batata hon youtube par jo log videos karte un ke videos par aids chaltay hain jab koi un video aids ko koi daikhta hai to is terhan un ki kamaai hoti hai.

4. Freelancing

freelancing se paisay kamanay ka tareeqa freelancing kya hai? freelancing ka matlab hum aik misaal se samajte hain maan lijiye ke aap ko koi kaam 1 din ya 2 din ke andar mein karna hai aur aap ke paas time nahi hai.

aap ko is kaam ko kisi bhi terhan karna hai to aisay mein aap kya karen ge koi aisa bandah dhunden ge jo aap ko aap ka kaam bilkul isi time pay karkay day to aap kya karogay woh kaam is bande ko doge woh bandah aap ko woh kaam karkay day ga to aap is kaam ke is bande ko paisay doge jis ne aap ka woh kaam kya tha to woh jo bandah hai jis ne aap ka kaam kya tha to woh hogaya freelancing to isi ko hum freelancing kehte hain.

Aap freelancing karkay bhi acha paisa kama satke ho agar aap ko koi kaam aata hai jaisay, web designing, grafk designing, digital marketing, article writing, to aap un websites par akayont bana ke service day ke logon ka kaam karkay paisay kama satke hain

Fiverr. com
Upwork. com
Peopleperhour. com
Freelancer. pk


https://bit.ly/3FKeyiL

Post a Comment

0 Comments